Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeReena Roy
HomeReena Roy
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo hoooo hooooo hoooo ooooo hooo oooo oooooo ooooooo saare rishte naate todd ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi likh di hai tere naam pyaar bhari arzi hooo ooo likh di hai tere naam pyaar bhari arzi dukh dena sukh dena aage teri marzi dukh dena sukh dena aage teri marzi hooo oooo oooooo tujhse naseeb ko main jod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi dono nahin jaante dil ka lagana hooo dono nahin jaante dil ka lagana main bhi anjaani thi tu bhi anjaana main bhi anjaani thi tu bhi anjaana hoooo ooooooooooo phir bhi tere sang mann jod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi tune bulaya jab tune pukara hoooo tune bulaya jab tune pukara rokne laga meri raahein jag sara rokne laga meri raahein jag sara hooo ooooo oooo sare jag se main mukh mod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main
saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jahaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya pyaase pyaase mere armaan puchhen saath nibhega kab tak apna jab tak dil mein rahe ek bhi dhadkan jab tak aankhon mein rahe ek bhi sapna har dhadkan bani dulhan bani dulhan har dhadkan liye sapnon ki tu baaraat aa gaya aa gaya saathi mere saathi mere tum jo bane tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya bolo bolo mere praan sanwariya rakhoge mujhko bolo tum kaise milke rahenge hum tum aise rang mil jaayen rangon mein jaise rangon ki umangon ki umangon ki tarangon ki liye saath koi barsaat aa gaya aa gaya saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya
saathiyaa hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm tu mere sapnon ka meet hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tu mere honthon ka geet hai aaaaaaaa aaaaaaaa apni janmon ki preet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain hmmmm hmmm hmmm hmmmm saathiyaa tu sadiyon se mere saath hai barson puraani mulaaqat hai tu mera din meri raat hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab tujhse hain o mere dil jaani ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab
hmmm samundar samundar yahaan se wahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak hmm yahaan tak yahaan tak samundar samundar yahaan se wahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak to yahaan tak achchha yahaan tak main karti hoon waada uthati hoon kasmein ye bulbul rahegi sada tere bas mein main karti hoon waada uthati hoon kasmein ye bulbul rahegi sada tere bas mein mujhe qaid karte ho kyun is tapas mein main udkar bhi jaungi aakhir kahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak bolo yahaan tak hmm yahaan tak mohabbat se ye keh rahi hai jawaani sitam ho chuke ab karo meharbaani mohabbat se ye keh rahi hai jawaani sitam ho chuke ab karo meharbaani hansi pyaar ki koi chhedo kahaani chali aayi hai baat dil ki zubaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak
sau sau saal jiyo humari saasu ji sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya kya baat tumhari saasu ji o saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji chanda si chamakti rahe pyaare piya ki sooratiya mere pyaare piya ki sooratiya hoooo sooraj ki sitaaron ki paaye umr mera saanwariya hooo paaye umariyaa saawariya ye sindoor aur ye kangan jeevan ke anmol ratan ye saari hai den tumhari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji laxman sa diya devar devi jaisi hai devraani jheth mere vishnu se laxmi jaisi hai jethaani aisi nanad jaise behnaa iss behna ka kya kehna ye phoolwaari tumne sanwaari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maike se jab bichhde beti pal pal mamta ko tarse pal pal
hooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa sheesha ho yaa dil ho sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai lab tak aate aate hathon se sagar chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai hoooooooooo kaafi bas armaan nahin kuchh milna aasaan nahin duniyan ki majboori hai phir taqdeer zaroori hai ye jo dushman hain aise donon razi hon kaise ek ko manaaun to duja rooth jata hai rooth jata hai rooth jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai baithe the kinare pe maujon ke ishare pe baithe the kinare pe maujon ke ishare pe hum khele toofanon se iss dil ke armanon se hum ko ye maloom na tha koi saath nahin deta koi saath nahin deta majhi chhod jata hai sahil chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai sheesha ho yaa dil ho duniyaa ek tamaasha hai
sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha jab waade bhulaane se pehle khud ko hi bhulaaya jaata tha ab kasmen kitni jhoothi hai aur waade kitne saste hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane ye pyaar to apni pooja hai daulat ke pujaari kya jaane apni har baat chhupate hain deewanon pe fikre kasten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho
tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota
o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar mein nahin todna maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi naache bin hi paayaliya chhanakne lagi bin hawaa ke hi chunari lehraayi chunari lehraayi aaj dil se hai dil ko jodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa teri baahon ki chhanw se lipti rahoon meri saanson ki takdeer ban jaa takdeer ban jaa tere saath waada kiya nahin todna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna teri saanson
teri palkon mein teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai kahan qismat humari jo teri in kaali aankhon mein base rahte humesha in haseen matwaali aankhon mein ye kaajal uff ye kaajal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai ye pahle to charagon mein jala meri mohabbat mein ye kaajal phir dhuwan ban kar udda meri mohabbat mein na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai sataane ko hume ye teri baahein thaam kar jhule jahan se chaahe phir ye jhool kar tera badan chhu len ye aanchal uff ye aanchal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai har ek naazuk se iske taar ne khaaye hazaron bal hazaron suratein badli to resham se bana aanchal iss ik bejaan ki chaahat ka kareena tumse behtar hai iss ik bejaan ki chaahat
tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana sharmaa rahi ho jaana bal kha rahi ho jaana tum maano yaa na maano apna tumhi ko maana sharmaa rahi ho jaana bal kha rahi ho jaana tum maano yaa na maano apna tumhi ko maana tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana kabhi door jaa ke loota kabhi paas aa ke loota ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke loota kabhi door jaa ke loota kabhi paas aa ke loota ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke loota tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana naa bahaar maangta hoon naa qaraar maangta hoon main to zindagi ke badle tera pyaar maangta hoon naa bahaar maangta hoon naa qaraar maangta hoon main to zindagi ke badle tera pyaar maangta hoon tum kitni
tumko kitna pyaar hai kitna bekaraar hai jiya jao ji jao hum ne tumhein haa jao ji jao hum ne tumhein dekh liya hum ne bhi sarkaar dekh liya gusse mein hai pyaar dekh liya tumko kitna pyaar hai kitna bekaraar hai jiya jao ji jao hum ne tumhein haa jao ji jao hum ne tumhein dekh liya hum ne bhi sarkaar dekh liya gusse mein hai pyaar dekh liya pal mein nazar tumhari kabhi to dil ke kareeb si hai pal mein hai door ye bhi ada tumhari ajeeb hai hoo pal mein nazar tumhari kabhi to dil ke kareeb si hai pal mein hai door ye bhi ada tumhari ajeeb hai ek mere tum hi to ho tum bhi khafa ho jao ji jao hum ne tumhein dekh liya hum ne bhi sarkaar dekh liya gusse mein hai pyaar dekh liya tumko kitna pyaar hai kitna bekaraar hai jiya jao ji jao hum ne tumhein haa jao ji jao hum ne tumhein dekh liya hum ne bhi sarkaar dekh liya gusse mein hai pyaar dekh liya aao gale laga kar tumhari bahon mein jhool jayen kho jayen ek dooje mein saari baton ko bhool jayen hoo aao gale laga kar
ik din bahaar ne phoolon se ye kaha kaanton ki nok par khilte ho tum magar hanste ho jhoom kar zakhmon ko choom kar insaanon ke liye deewaanon ke liye mushkil ye kaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai hooo tumko salaam hai kahiye saahebaan ye daastaan kaisi lagi ye daastaan nahin haan haan ji haan nahin koi paiyaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai afsos kya afsos kya ke dil khushiyon se tha bhara thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua aadhaa chhalak gaya khaali nahin hua aadhaa bharaa hua abhi ye jaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumne to bas mujhe tumne to bas mujhe jeena sikha diya jalwa dikha diya parda utha diya jalwa dikha diya parda utha diya har zakhm
wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe hona tha jo hua jo hua kya bura hua hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe ik phool tootne se to ujda nahin chaman ik phool tootne se to ujda nahin chaman ujda nahin chaman gulshan mein aur bhi hain haseen phool beshumaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe nakamyab ishq se hi zindagi nahin nakamyab ishq se hi zindagi nahin zindagi nahin hai zindagi to aur milenge hazaar yaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe
ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain inhen paane kiiii inhen paane ki dhun mein har tammanna bhool jaate hain tum apni mehki mehki zulf ke pencho ko kam kar do tum apni mehki mehki zulf ke pencho ko kam kar do musafir inn mein ghir kar apna rasta bhool jaate bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain ye baahennnnn jab humen apniiii panaahon mein bulaati hain ye baahennnnn jab humen apniiii panaahon mein bulaati hain humen apni kasammmmm humen apni kasam hum har sahaara bhool jaate hain tumhaare narm o naazuk honth jis dam muskurate hain tumhaare narm o naazuk honth jis dam muskurate hain bahaaren jhenpti hain phool khilna bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain bahot kuchh tumse kehne ki tamanna dil mein rakhte hain bahot kuchh tumse kehne ki tamanna dil mein rakhte hain magar jab saamne aate hain kehna bhool jaate hai muhabbat mein
ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein mohabbat jawan hai suhana sama hai hansi hai hum sab par humara chale hain deewane huya hai na jane irada ab bhi idhar humara ho manzil meri tu jaane jaan tere siva jana kahaan zindagani mein zindagani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein hooooooooooooooo hoye hoye pyaar bada mastana yaara chal nikale jis or chale na jis pe koi zor zamaana lakka paave shor hoo ooo hoo hoo ooo yaar to apne yaar se milna duniya se kya kaam chale dilbar hain baiyan kaam savera hove chaahe shaam tera kya karega mera kya karega zara sa jalega zamana humari dagar to alag hi dagar hai kahan tak chalega zamana
yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke chhuriyan chal jayen chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe jalwe phir dekh gori meri bhi chaal ke jalwe phir dekh gori meri bhi chaal ke chunari bandh jaye chunari bandh jaye teri mere rumaal se chunari bandh jaye teri mere rumaal se dir da ra dir da ra dir da ra dir da ek to babu sheeshe jaisi chikani meri jawani duji umar mastani ek to babu sheeshe jaisi chikani meri jawani duji umar mastani ho mere badan par aise phisle teri nazar diwani jaise dhalakata pani pani ankhiyan milana humse chhaliya sambhal ke ankhiyan milana humse chhaliya sambhal ke chhuriyan chal jayen chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe chunari bandh jaye teri mere rumaal se he aaj hamari ek nazar ne kya aafat kar dali dekh zara matwali aaj hamari ek nazar ne kya aafat kar dali dekh zara matwali kahan kahan se masaki teri kurti
gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo are mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo haan yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa na geet na prem ki raagini hoon phir bhi main tumhaari sajan sangini hoon paaras ho tum devta mere man ke tumne chhua to main kanchan bani hoon o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo zameen pe mera khaab tumne utaara hua roop lo ek mera tumhaara ise dekh kar aise lagta hai jaise mujhe khoya bachpan mila phir dobaara billi bandar sher bhaalu cheete haathiyo are
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saare Rishte Naate Todd Ke Jaani Dushman (1979) 04:36 32432
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Reena Roy
Duration : 04:36   Song Number : 32432   

Saathi Mere Tum Jo Bane Sau Din Saas Ke (1980) 04:51 39974
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 39974   

Saathiya Tu Mere Sapnon Ka Meet Hai Insaan (1982) 07:04 15182
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 07:04   Song Number : 15182   

Samundar Samundar Barood (1976) 04:28 39406
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 39406   

Sau Sau Saal Jiyo Sau Din Saas Ke (1980) 05:07 18554
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle, Hemlata
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Reena Roy
Duration : 05:07   Song Number : 18554   

Sheesha Ho Ya Dil Ho Aasha (1980) 05:55 21234
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:55   Song Number : 21234   

Sheeshe Ke Gharon Main Sanam Teri Kasam (1982) 04:04 18274
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Reena Roy, Kamal Haasan
Duration : 04:04   Song Number : 18274   

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Tere Sang Pyar Main Nagin (1976) 05:32 18323
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:32   Song Number : 18323   

Teri Palkon Mein Kaajal Jay Vejay (1977) 04:40 36543
 
Poster of Jay Vejay (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 04:40   Song Number : 36543   

Tum Kitni Khoobsurat Jangal Mein Mangal (1972) 04:44 13420
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Reena Roy, Pran, Sonia Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 13420   

Tumko Kitna Pyaar Hai Goonj (1974) 04:25 35880
 
Poster of Goonj (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Reena Roy
Duration : 04:25   Song Number : 35880   

Tumko Salaam Hai Aasha (1980) 06:23 15577
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 06:23   Song Number : 15577   

Wo Wo Na Rahe Badalte Rishtey (1978) 04:33 32721
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 32721   

Ye Aankhen Dekh Kar Dhanwan (1981) 04:49 15576
 
Poster of Dhanwan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Reena Roy
Duration : 04:49   Song Number : 15576   

Ye Jo Nazar Humari Jail Yatra (1981) 05:23 36336
 
Poster of Jail Yatra (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 05:23   Song Number : 36336   

Yeh Gotedar Lehnga Dharam Kanta (1982) 06:22 32829
 
Poster of Dharam Kanta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Reena Roy
Duration : 06:22   Song Number : 32829   

Yeh Hai Meri Dulhan Tum Inse Milo Bezubaan (1982) 05:14 39856
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 05:14   Song Number : 39856   
Karaoke Songs of reena roy, Sad Songs of reena roy, Love Songs of reena roy, Dance Songs of reena roy, Hip-hop songs of reena roy, Best songs of reena roy, Super hit songs of reena roy, hit songs of reena roy, duet songs of reena roy, solo songs of reena roy, old songs of reena roy, famous songs of reena roy, Hindi Karaoke Songs of reena roy, Hindi Sad Songs of reena roy, Hindi Love Songs of reena roy, Hindi Dance Songs of reena roy, Hindi Hip-hop songs of reena roy, best Hindi songs of reena roy, super hit Hindi songs of reena roy, hit Hindi songs of reena roy, duet Hindi songs of reena roy, solo Hindi songs of reena roy, old Hindi songs of reena roy, famous Hindi songs of reena roy, Sing Along Songs of reena roy, Sing Along Sad Songs of reena roy, Sing Along Love Songs of reena roy, Sing Along Dance Songs of reena roy, Sing Along Hip-hop songs of reena roy, Sing Along Best songs of reena roy, Sing Along Super hit songs of reena roy, Sing Along hit songs of reena roy, Sing Along duet songs of reena roy, Sing Along solo songs of reena roy, Sing Along old songs of reena roy, Sing Along famous songs of reena roy